pearl (موتی)
moti samandar se seep ke pait mein peda ho kar nikalta hai usay dosray patharon ki terhan tarasha nahi ja sakta. balkay qudrati taraash kharaash aur be daagh o chamakdaar hota hai. usay farsi mein Merwarid , arabi mein Lulu kehte hain. jo moti intehai khoob soorat o saaf aur baghair ameezash ka ho, is ko dar khushab kehte hain. yeh khashkhaash ke daano se le kar kabootarr ke andon ke barabar tak hota hai. samandari moti umdah aur mayaari hota hai. meethay pani ka moti behtareen nahi hota .
Recent Posts
- Aqeeq / Agate (عقیق) June 5, 2024
- Hadid (حدید) February 14, 2024
- Yamani component (جزع یمانی) February 14, 2024
- Beryl (زبرجد) February 14, 2024
- Ropara (روپاڑہ) February 12, 2024