Coral Red (مرجان سرخ)
farsi mein basad, sansikrat mein parwal, angrezi mein coral, arabi mein Aqeeq al bahar ( samandari ) Aqeeq aur corem Perwala , pagalam, sadhochi aur Tarra kehte hain. is ko monga bhi kehte hain. umdah qisam ka gehra surkh hota hai. maza pheeka, mizaaj sard o khushk hai. yeh surkh, gulaabii, bhoora, halka zard aur safaid hota hai. yeh calcium carbonate aur iron ka murakkab hai. mashhoor cheez hai .
Recent Posts
- Aqeeq / Agate (عقیق) June 5, 2024
- Hadid (حدید) February 14, 2024
- Yamani component (جزع یمانی) February 14, 2024
- Beryl (زبرجد) February 14, 2024
- Ropara (روپاڑہ) February 12, 2024